Tumhara Khat mila jana Woh jis main tum ne pocha hay K ab halaat kaisa hain Mairay din raat kaisay hain Meherbani tumhari hai Keh tum ne is trah mare halaat pochay hain Mairay din raat pochay hain Tumhain sab kuch bata doonga Mujhe itna bata do keh Kabhi saager kinare per kisi machli ko dekha hay K jis ko Lehrain pani k kinare tak to laati hain Magar phir chor jati hain Mairay halaat aise hain ! Mairay din raat aise hain
No comments:
Post a Comment