Tum kuch jawab na do Aisa kabi na krna Mujse hi milke hasna Mujse hi milke rona Mujse bichar ke jee lo Aisa kabi na krna Tm chaand banke rehna Main dekhta rahun ga Kisi roz tum na niklo Aisa Kabi na karna Tm chale jaoo Jab b to dekhun tmhara rasta Tm loat ke na aaoo Aisa Kabi na karna
No comments:
Post a Comment